Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana


Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana 

Meri Kismat Ke
Har Ek Panne Pe
Mere Jeete Ji
Baad Marne Ke
Mere Har Ek Kal
Har Ek Lamhe Mein
Tu Likh De Mera Use

Har Kahani Mein
Saare Kisson Mein
Dil Ki Duniya Ke
Sacche Rishton Mein
Zindagani Ke
Saare Hisson Me
Tu Likh De Mera Use

Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana

Uska Hoon Us Mein Hoon Usse Hoon Usi Ka
Rehne De..
Main Toh Pyasa Hoon Hai Dariya Wo Zariya Woh Jeene
Ka Mere
Mujhe Ghar De Gali De Shehar De Usi Ke
Naam Ke
Kadam Yeh Chalen Ya Ruken Ab Usi Ke
Vaaste
Dil Mujhe De Agar
Dard De Uska Par
Uski Ho Woh Haseen
Gunje Jo Mera Ghar

Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana

Mere Hisse Ki Khushi Ko Haseen Ko Tu Chahe
Aadaha Kar..
Chahe Lele Tu Meri Zindagi Par Ye Mujhse
Vaada Kar
Uske Ashkon Pe Gumon Pe Dukhon Pe Har Uske
Zakhm Par
Haq Mera Hi Rahe Har Jagah Har Ghadi Haan
Umar Bhar
Ab Fakht Ho Yahi
Woh Rahe Mujh Mein Hi
Woh Juda Kehne Ko
Bichdde Na Par Kabhi

Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana

Meri Kismat Ke
Har Ek Panne Pe
Mere Jeete Ji
Baad Marne Ke
Mere Har Ek Kal
Har Ek Lamhe Mein
Tu Likh De Mera Use

O… Aye Khuda
Aye Khuda Khuda Khuda
O… Khuda..



Listen Audio Here Download link

Comments